Saturday, 14 November 2009

Wo Pyar ka Sboot Dikhya Krta Tha

Wo pyar ka sboot dikhya krta tha

Aanso baha kr hmain manya karta tha

Ye zindge sirf tm sa wabsta ha

Aksar ye baat hamain btya krta tha


Uski baton m kuch asa asar tha

Mai barish k bina hi bheeg jaya krta tha

Sonay ki fursat kisy the

Wo hmain sari rat jgaya krta tha

Bechani jb hd re brh jati the

Wo je bhar k galy lgya krta tha

Wo itni mohabat krny wala bdl gya

Jo her baat per meri kasam khaya karta tha

No comments: