Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista,
Mohabat ho rahi ha Be-Hijaab ahista ahista,
Suna ha wo kitabon m hamara naam likhty han,
Tbhi to wo bhi parhty han kitaab ahista ahista,
Dilon mein dooriyan hon to mobhabbat aur barhti hai,
Samajh aaye ga un ko ye hisaab ahista ahista,
No comments:
Post a Comment